Daily soaps(dharawahik) in india

T.v mein aurtein sabse jyaada dharawahik dekhana pasand karti hai kyun sahi hai na.dharawahik mein aakhir aisa kya hai by jise aurtein khaas pasand karti hai,aaiye hum aur ap samajhte. Adhiktar dharawahik mein aurtein main role mein hoti hai,isme main kirdaar aurton ka hi hota hai aur woh bhi kya jyaada se jyaada tears bahaane ka. Dharawahik mein aksar yeh dikhaya jaata hai ki pariwaar mein jab bhi koi badi ghatna hoti hai tabhi saara blame aurat (main role) ko dete hai aur use phir ghar se nikaal dete hai ya nahi bhi naikaale toh use torcher karte rahte hai,taane sunaate hai,sab tumhaari wajah se hua,par baad mein jab sachchaai malum padti hai tabhi sab us aurat se jo main role mein hoti hai sab thanks kahte hai. Dusra ...